Gold coins/moral story for kids in Hindi/Urdu



The whole story turn around these words

Gold coins /Gold coins sale/Gold coins eagle and Gold coins to buy



Gold coins/moral story for kids
Gold coins /Gold coins sale/Gold coins eagle and Gold coins to buy




Ye kahani aik aisy Nawab sahab ki hai Jo bohat lalchi hai  or bohat magroor hai or Nawab sahab ko khab mai bi Gold coins hi nazar aty hn. 

Nawab Sahab jitne Amir thy utney hi magroor bhi thy  wo garibon  ko Apne Kareeb bhi Na Bhatakne dety. Unhen unke  Pasiny mai nahay howy jismo sy boo ati thi, isi liye unhon ny apny nokron ko hukam dia k koi kisaan ya mazdoor un k pas na aye.




Gold coins/moral story for kids
Gold coins /Gold coins sale/Gold coins eagle and Gold coins to buy



Aik roz chand kisaan aik jaga bethy Nawab sahab ky baray mai batein kr rahy thy .


Aik ny kaha: “ ky kal mai ny Nawab sahab ko khaiton mai dekha tha “.


Dosra bola : “kal mai apne khet sy ghar ko ja raha tha to Nawab sahab apni Haveli ky  chajy per khary chaiy pee rahy thy”.


Itny mai aik or kisaan wahan a gaya. Wo  gaon ka sabse gareeb kisan tha. Us ny un ki batein suni to hans para or kehne laga: “tum ny waqay bara teer mara hai ky Nawab sahab ko qareeb sy or Haveli k chajy per khary chaiy pity dekh chuky ho, lakin main agar chahon  to un k sath khana bhi kha sakta hoon”. Gold coins/moral story for kids in Hindi/Urdu


“Ye tumhara khayal hai”. Dosry kisano ne kaha. “ Jaisy he un ki tum per nazar pary gi, wo tumhe apne nokron sy uthwa kr bahir phinkwa dein gay or tum ye shekhiyan bhagarni bhool jao gay”.


Shekhi nai bhagrata the, mein waqia  Nawab sahab ke sath khana kha sakta hoon, agar tumhe aitbaar nahi to  azma lo.” 




Gold coins/moral story for kids
Gold coins /Gold coins sale/Gold coins eagle and Gold coins to buy



“Bohat acha! agar tum Nawab sahab ke sath khana kha lo to hum tumhein teen boriyan gandam or do bail dein gay, agar tum aisa na kr saky to hum tumhein jo hukam dein gay, wo tumhein mana pary ga”.


“Manzoor hai”. gareeb kisan ne kaha.


Aglay din  wo kisan,Nawab sahab ki haveli chal para, magar jaisy hi un ke nokron ne usy dekha, wo usay bhagane ke liye  dhory. Gareeb  kisan ne hath utha kr kaha: “thehro! Mein Nawab sahab ke liye aik khush khabri laya hoon”-


“Kya khush khabri hai?” nokron ne pocha -


“Wo mein Nawab sahab ke siwa aur  kisi ko nahi bata sakta-”  kisan ne akar kr jawab dia -Gold coins/moral story for kids in Hindi/Urdu


Nokar bhagy bhagy  Nawab sahab ke pass gay or sara majra beyan kia- Nawab sahab ye jaan ker hairaan howy ke aik gareeb kisan un sy kuch mangny nai aya balke aik khush khabri sunany aya hai, jis sy unhein faida mil sakta hai- unhon ny nokron ko hukam dia ke wo gareeb kisan ko un ke pass laein-  Molazmo ne gareeb kisan ko haveli ke derwazy tak anay dia- Nawab sahab bhi derwazy per a gay or kisan sypochny lagay: “Tum mary liy kya khush khabri lay ho?”


Gareeb kisan ny edhar udhr khary molazmo ki taraf dekha or bola:


“Hazoor! Ye aik raaz ki baat hai,jo mein dosron ke samne nahi bata sakta-”


Nawab sahab ki hairani or dilchaspi or behr gai- Unhon ne nokron ko wahan sy chaly jany ko kaha-jab dono wahan akaily reh gay to gareeb kisan ne bary adab sy kaha:


“Janab! Kya aap bata sakte hain ke aik bori mai Gold coins kitne sama sakein,un ki keemat kya ho gi?”


Or Nawab sahab din ki Roshni mai hi Gold coins ky khawab dekhny lagay. Or sochny lagy k Gold coins sale kr dn phir sochny lagy k mujh sy zada Kon ameer hai Jo mujh

( Gold coins to buy from me) sy Gold coins kharidy ga - Gold coins/moral story for kids in Hindi/Urdu


Nawab sahab ki ankhon main aik ajeeb see chamak paida hui,wo sochny lage ke ye kisan yohein ye baat pochny nahein agaya esy apni zameen mai garah koi khazana mil gaya hai-


“Ye tum kyon janana chahte ho?” unhon ne kisan sy pocha-


Kisan ne unki taraf dekh kar sar jhuka lia or bola: “bus mein aap se yahi puchna chahta hoon,agar ap bata dein to bari mehrbani ho gi,baqi batein phir hoti rahein gi,abhi mujhy jaldi hai,mein ne ghar ja kr khana khana  hai phir khaiton mai jana hai-”




Gold coins/moral story for kids
Gold coins /Gold coins sale/Gold coins eagle and Gold coins to buy



Nawab sahab apna garoor aur takabbur sab bhool gay  or sochny lagay ke kis tarah is gareeb or sidhy sady kisan ko bewaqoof bana ker khazana hathya lein - Nawab sahab sochny lagy k is gareeb kisan sy Gold coins hasil kr ke Gold coins sale kr diy jaein- phir khayal ata h ky Kon mujh sy zada ameer hai Jo Gold coins sy bhari bori (Gold coins to buy from me) mujh sy kharid sakta hai or ander hi ander muskorata hai -Kehny lahay: “suno! Agar tujhe bhook lagi hai to is ke liy ghar jany ki zarorat nai hai,tum mere sath khana kha sakty ho-”


Ye keh ker unhon ny apny or kisan ke liye jaldi sy dasterkhuwan bichany ka hukam dia- Nokron ne foran un ke hukam ki takmeel ki or qisam qisam ke khany dasterhkuwan par saja diy,Jinhain dekh kar hi moun mai pani bhar ata tha


Gold coins/moral story for kids in Hindi/Urdu




“Lo! Khub pait bhar ke khao, shermany or ghabrane ki zaroorat nahein-” Nawab sab ne kisan se kaha-


Gareeb kisan ne desterkhuwan per sajy howy khany pait bhar ker khaye- Zindgi bhar us ne aisy khano ki shakal nai dekhi thi- Nawab sahab ne khazaane ki lalach mein keh keh ker usy aik ke baad dusra aur dusre the ke baad teesra khana khilaty rahy- Jab kisan bilkul sair ho gaya or us ke pait mein bilkul gunjaish baqi na rahi to wo uth khara howa or jaane ki ejazat talb ki- Nawab sahab ne jaldi se kaha:


Gold coins/moral story for kids
Gold coins /Gold coins sale/Gold coins eagle and Gold coins to buy


Tum khana to kha chuke ho-Shabash! Ab jaldi se khet per jao or Gold coins se bhari boori ley aoo jo tumhein khaiton se mili hai-Tumhary wo kisi kaam ki nahi, albata  wo bohat kaam a sakti hai- Mein tumhein is ke liye aik soo ropiya inam doon ga-”


“Magar janab! Mein wo Gold coins ki boori aapke paas nahi la sakta-” kisan ne kaha-


“Kyun, kya wo bahut bhari hai? Chalo mai apna nokar tumhary pass bhejta hn,wo us boori ko meri ghora gari mein daal kar le aye ga-” Gold coins/moral story for kids in Hindi/Urdu


“Nahein janab !” kisan ne kaha- “wo boori na mein la sakta hoon na ap ka nokar la sakta hai or na  aap ki ghora gari la sakti hai……”


“Acha! To kya wo bohat wazni hai?” Nawab sahab ne khush ho kar kaha- “Koi baat nahi, mein kuch or nokar or do ghora gariyan bhej deta hoon, pehly mein ne tum se aik soo ropiya ka wada kiya tha lekin ab aik hazaar rupiya doon ga, bas tum sikon se bhari boori yahan ly aoo-”


“Mein aisa nahi kar sakta janab!” kisan ne kaha-


“Kyun nahi kar sakty!” Nawab sahab ne besabri se pocha- “Akhir waja kya hai?”


“Waja yeh hai janab……” kisan ne kaha- “Mere pass Gold coins se bhari hui boori nahi hai-”


“Kya mtlb hai tumhara?” Nawab sahab hairani se chilaay - “ Tumhare paas woh boori thi hi nahi to tum us ki qimat pochne ke liye yahan kyun aye?’


“youhein janab !”


Ye sun kar Nawab sbhab ghusay se laal peely ho gay or Zameen per pair patkhty howy gerjy: “Nikal jao, bewaqoof ahmaq kahein ke!”


“Mein chala jata hoon janab! Lakin ye sun lijiye ke mein na ahmaq noon na hi bewaqoof hoon- Aap ki dawat ka shukria ada kerna  mera ferz hai, kyunki aap ki dawat ki waja se mein ne teen booriyan gandam or do bail jeet liy hein-” kisan muskura kar bola- Gold coins/moral story for kids in Hindi/Urdu


Ye kehty howy wo Nawab sahab ko salam kerta howa bahir chala gaya or Nawab sahab apni jagha khary ghusy se bal khaty ot tilmilaty reh gay-


“Kisan shart jeetne ke baad dono kisano ke pass jata h or sari kahani sunata hai or jity howy enaam ka mutalba kerta hai”


Ab Nawab sahab ki bi sunn lijiy- Nawab sahab ko Gold coins Hawa mai uqab ( Gold coins eagle) ki Tarah urty nazar aney lagay

Or Gold coins sale kerna us ka khawab reh gaya-



Learn more plz visit and follow


http://neutritionhealthblog.blogspot.com











Post a Comment

4 Comments